Ghire Hain Hum To Teri Yaadon Ke Saayon Se
Ab Dil Ko Karaar Kahan Mil Payega
Jaunga Jahaan Bhi Teri Yaadon Se Door Hokar
Tera Pyaar Mujhko Har Pal Tadpayega
Tu Door Besak Hai Mujhse
Tujhe Mei Ab Choo Nahin Sakta
Bas Tujhe Har Pal Mehsoos Karke Hi
Yeh Jeevan Kat Payega.
इतनी हिम्मत नही मुझमे की तुझे दुनिया और मुक़द्दर से छीन लाऊँ मैं
लेकिन मेरे दिल से तुझे कोई निकाले इतना हक़ तो मैंने खुद को भी नही दिया
Kitne gum kitni saja aur dega itna bata de
Aye khuda ya phir meri hasti hi mita de
Yu roz marra ki zindagi se maut behtar h
Kabhi khule na aanke tu aisi nind sula de
Dil Par Likha Tha Jiska Naam Humne Bade Pyar Se
Kaise Rooh Us Se Juda Ho Gayi
Chah Ke Bhi Kabhi Na Tumko Bhula Payenge Hum
Karte Hain Wada Yeh Nibha Payenge Hum
Khud Ko Fanna Kar Denge Is Jahaan Se Hum
Par Naam Tera Na Dil Se Mita Paayenge Hum…
Khushi mili to kai dard mujh se rooth gaye
Duaa karo k mei phir se udaas ho jaon…!!
Ab To Chalte-Chalte Khone Ki Aadat Ho Gyee Hai
Unki Yaad Mein Rone Ki Aadat Ho Gyee Hai
Is Dil Ne To Unka Chehra Palko Mein Chupa Rakha Hai
Shayad Isi Liye Aankhe Khol Kar Sone Ki Aadat Ho Gyee Hai
Unke Liye Ajnabi Hum Ho Gaye
Dosti Ke Kuch Silsile Kam Ho Gaye
Ab Khushiyon Se Zyada Gham Hain Zindagi Mein
Kya Pata Bewafa Waqt Hua Ya Badnaseeb Hum Ho Gaye.
मोहब्बत तो पाक थी है और रहेगी
शर्मिंदा तो इसे खोखले रिवाज़ों और दोगले लोगों ने कर रखा है
Muskurahat bhi kabhi aansu de jati hai,
nazre bhi kai dastaan kah jati hai,
gujre hue lamho ko yaad karke dekhiye,
kabhi tanhai bhi bahut sukun de jati hai.
Har Koi Kisi Ki Majboori Nahi Samajhta
Dil Se Dil Ki Doori Nahi Samajhta
Is Dharti Per Aakar Sabka Apna Kuch Kho Jata
Kuch Rote Hain Kuch Is Gham Se Apni Ghazal Sajate Hai
रोता रहा फूल सारी रात
लोग ओस कहकर वहां से गुजरते रहे
Hamare dil ke dard ko
hamare apne na samaj paye
to hame samjhe wo aaye
jise ham kabhi na samaj paye..
Tujhe Bhool Jane Ki Koshishe
Kabhi Kamyab Na Ho Saki
Teri Yaad Shaak-E-Gulab Hai
Jo Hawa Chali To Lachak Gayi
Jite the kabhi hum bhi shan se
mahak uthi thi fiza kisi ke naam se
gujre hain hum kuch aise mukam se
ki nafrat ho gayi hai mohabbat ke naam se
kisi dard ko sambhal pana asan nhi ,
haste hue har pal bitana asan nahi ,
zindagi mein har koi dil mein bas nahi pata ,
aur us base hue 1 ko bhul pana asan nahi.
Kabhi-2 ye dil jaroor rota hai,
jab koi apna mil kar nazron se door hota hai.
kyun roti hai kambakht yeh ankhe,
kyun ki dil se jayada inka hi kasoor hota hai...
Zamana Humen Itna Ghareeb Ku Samajte Hain Dost
Unko Maaloom Nahi K Hum Dard Ki Dolat Se Maala Maal Hain
Pyar Aa Jata Hai Aankho Mein Rone Se Pehle
Har Khwab Toot Jata Hai Sone Se Pehle
Bepanaah Ishq Karte Hain Hum
Kaash Wo Samajh Jate Hum Ko Khone Se Pehle.