Bedaag Or Begunah Meri Sarkar Hain
Humse unki Bewafai Se Waqt Ki Maar Hain
Woh Bhale Hain Kitne Sitam Karein Hum Par
Phir Bhi Mere Liye Wo Jaane Bahar Hain
वो बेईमान नेता सी है हर दिल से खेलती है
मै भोली जनता सा हूँ हर बार उसी को चुनता हुँ
खुदा तु भी कारीगर निकला, खीच दी दो-तीन लकीरें हाथों में
और ये नादान इंसान उसे तकदीर समझ बैठा
Har signal teri yad dilata hai
Tune bhi rang kuchh isi tarah badla tha
er kasz
Dheere dheere se ab tere pyaar ka dard kam hua,
Na tere aane ki khushi hui aur na jaane ka gam hua,
Jab log mujhse puchte hain hamari dosti ki dastaan,
Main keh deta hun ki ek fasana tha jo ab khatm hua…
Wo khafa bhi hota hai to zahir nahi karta
Kasoorwar hain hum ye bhala khabar kaise ho
Jiske deed se dhadkano ko rahat hoti hai
Aadin bina us chand ke zindagi ye basar kaise ho
jis par hamari aankh ne
moti bichaye raat bhar
bheja vahi kagaaz use,
humne likha kuch bhi nahi
Farz Tha Jo Mera Nibha Diya Maine;
Usne Jo Maanga Wo Sab Diya Maine;
Wo Sunke Gairon Ki Baatein Bewafa Ho Geya;
Samajh Kar Khawab Usko Aakhir Bhula Diya Maine
Hawaao Se Dariye Ki Baat Hoti Thi
Kaagazo Se Gulabo Ki Baat Hoti Thi
गलतफहमी मे जीने का मजा कुछ और ही है
वरना हकीकत तो अक्सर रुला देती है
दर्द लिखते रहे, आह भरते रहे
लोग पढते रहे, वाह वाह करते रहे
Hamne to isq ka ijhar nahi kiya
Iss dil ko itna bekrar nahi kiya,
Bas aankhon main tere sapne sajaye rakhe
Kabhi apne honthon se ijhar nahi kiya..
Udaas Muskurahaton Ke Peeche Ghum Ke Railay Hain;
Ab Tumhain Kya Batayain Ke Tum Bin Kitne Akele Hain
Surat Hamari Dekh Li Lekin Dil Hamara Dekh Na Sake;
Khushi Hamari Dekh Li Lekin Dukh Hamare Dekh Na Sake;
Pyaar Hum Se Kar Liya Aur Fikar Hamari Kar Na Sake;
Hansi Hamari Dekh Li Magar Aansu Hamare Dekh Na Sake
Aaj fir dekha h use mehfil me pathar bankar
Mene aankho se nahi dil se baghawat ki hai
Zindgi jab bhi teri bahon mein lati hai hamein,
Yeh zaami chand se behtar nazar aati hai hamein,
Har mulakat ka anjam judai kyon hai,
Aab to har waqt yahi baat satati hai.
Talaash kar dekho meri mOhabbat kO apne dil mein
Dard hO tO samjh lena ke mOhabbat ab bhi baki hai
खुदा ने सब्र करने की तौफ़ीक़ हमें बख्शी है
अरे जी भर के तड़पाओ शिकायत कौन करता है
Pyar ka asar to dekh
log milte mujhse hai aur puchte tere bare me hai
Tujhe Inkar Hai Mujse, Mujhe Ikrar Hai Tujhse
Tu Khafa Hai Mujse, Mujhe Chahat Hai Tujhse
Tu Mayoos Hai Mujhse, Mujhe Khushi Hai Tujhse
Tujhe Nafrat Hai Mujhse Aur Mujhe Pyar Hai Tujhse