Nhi koi tmse shikaayat,bs iltija hai itni si....
Jo haal kr gye ho, kbi aa k dekh jaana...!!
Khaali Sheeshe Bi Nishan Rakte Hain;
Toote Dil Bi Arman Rakhte Hain;
Jo Khamoshi Se Gujar Jayen;
Vo Dariya Bi Dil Me Toofan Rakte Hain
Bin bole tumhare dil ki awaaz mere dil tak pahunch jati hai
pyar mein dooriyan bhi mit jati hai
bas aisehi mujhe tumhare dil mein samhaye rakhna
pyar ka ye karava hamesha banaye rakhna.
मांगी खुशियां मगर गम मिला प्यार में
हाय तीरे नजर का निशाना हूँ मैं
Mere Dil Ke Tukdo Se Aawaaz Nikalti Hai
Har Pal Dil Ke Zanaaze Ki Baraat Nikalti Hai
Us Beraham Ko Jra Bhi Raham Nhi Aata
Aur Kumar Teri Haalat Pe To Pattharo Se Bhi Dhaar Nikalti Hai.
Ye Ghazalo Ki Duniya Bhi Ajeeb Hai
Yahan Aansu Ka Bhi Jaam Banaya Jata Hai
Keh Bhi Dete Agar Dard-E-Dastan
Phir Bhi Wah-Wah Sunaya Jata Hai.
Kamal ka jigar hai unka dosto
unko malum hai hum unke bina nahi reh sakte
fir bhi chhod kar chale gaye
इतना भी गुमान न कर अपनी जीत पर ए बेखबर
शहर मे तेरी जीत से ज्र्यादा चर्चे तो मेरी हार के हैँ
er kasz
Tasweer Na Sahi Tasawwoor Hi Sahi
Kahi To Mere Paas Hai ap “Shona”
Khushboo Ki Tarah Meri Saanso Me Hai ap
Mere Aanewale Kal Ka Ehsaas Hai ap “Shona”
एक तुझे पा लेने के बाद
किसी और की ख्वाहिश का सवाल ही नहीं उठता
मैने अपने सारे ज़ख्म नोच डाले
सुना था ज़ख्मों में कही छिपे हैं वो
Yaara Teri baaton Mein Mujhe Iqrar Sa Lagta Hai
Tu Kuch Bhi Kahe Jane kyu Mujhe Pyar Sa Lagta Hai
मेरी खामोशी देखकर मुझसे ये ज़माना बोला कि
तेरी संज़ीदगी बताती है तुझे हँसने का शौक़ था कभी
Jis din se juda vo humse hue,
is dil ne dharkna chor diya,
hai chaand ka mooh bhi utra utra,
taaro ne chamkna chor diya..
Hurt To Hota Hai Yr Lekin Kya Kare
Tumhe Dukhi Nahi Dekh Sakta Na
तुझे देखकर ही शुरू होती है मेरी हर सुबह
फिर कैसे कह दूँ के मेरे दिन खराब है
Ke Es Deewane Ki Deewangi Ke Wajah Pyar Hai,
Meri Her Ruswayi Ki Wajah Mera Hi Yaar Hai,
Mera Hi Yaar Hai.
Mumkin Hai Nikal Aaye Yahan Koi Musafir;
Sehraa Mein Lagaate Chalo Do Chaar Shajar Aur
जख्मो को हरा रखना अच्छा लगता है
यही तो सबूत बाकि हैं तेरी मुहोब्बत के
Dil ki khwahish ko naam kya dun
pyar ka use paigam kya dun
Is dil me dard nahi yaaden hai uski
ab yaaden hi mujhe dard de to use ilzam kya dun