logo

Whatsapp Number: +91-90416-06444

कहाँ मिलेगा तुम्हे बुद्धु मेरे जैसा

जो तुम्हारी बेरुखी भी सहे और प्यार भी करे

Jo Mila Khud Ko Dhundhta Hi Mila
Har Jagah Koi Dusra Hi Mila

Toot Jata Hai Garibi Mein Who Rishta Jo Khas Hota Hai

Hazaron Yaar Bante Hai Jab Pisa Pass Hota Hai...?

Roz Jeeta Hua Roz Marta Hua
Har Naye Din, Nya Intezar Aadmi

Mujhe tujhse koi shikwa ya shikayat nahi
Shayad mere naseeb me teri chahat nahi
Meri takdir likh kar Khuda bhi muqar gaya
Maine pucha to bola ye meri likhawat nahi

Udasi Odhe Hawayein Manchali Bhi
Purane Zakhmo Ko Fir Sehla Gayi

Kisne Mujhko Sada Di Bata Kaun Hai
Ae Hawa Tere Ghar Mein Chipa Kaun Hai

नजर से दूर रह कर भी किसी की सोच में रहना

किसी के पास रहने का तरीका हो तो ऐसा हो

Phir Aaj Wahi Saam Hai Saath Mein Hai Meri Tanhai
Zindagi Kuch Thami Huyi Si Lagti Hai Kaisi Hai Yeh Khudaai
Koshish Karta Hun Kisi Tarah Byaan Kar Sakun Apne Jazbaton Ko
Sayad Isiliye Ban Jaati Hai Aksar Anjaane Mein Koi Rubai.

Rah rah kar tera gam satata hai,
tujhe jitna bhulana chahu, tu utna yaad aata hai,
teri chahat ne is kadar deewana kiya hai mujhko,
k ab to aayine me bhitera aks nazar aata hai...

मेरी खामोशी देखकर मुझसे ये ज़माना बोला कि

तेरी संज़ीदगी बताती है तुझे हँसने का शौक़ था कभी

Faslay To Pyar Ki Pehchan Hua Karte Hain
Najanay Kyon Log Preshan Hua Karte Hain
Ye Haqiqat Hai K Jahan Toot K Chaha Jaye
Wahan Bichrnay K Imkaan Hua Karte Hain.

Junbaan se Naam Lete hi,

Aankhon se aansu Chalak Jaate hai...

Kabhi Hazaro baatein kiya karte the...

Aaj Ek baat ke liye taras Jaate hai...

Ajeeb Shakhs Hai Naraz Ho Ke Hansta Hai
Main Chahta Hoon Khafa Ho To Voh Khafa Hi Lage

अभी तक ‪याद‬ कर रहे हैं ‪‎पागल‬ हैं हम कसम से

उसने तो हमारे बाद भी ‪हजारों‬ भुला दिए

Gujar Jati Hai Yun Hi Umar Sari
Kisi Ko Dhundhte Hain Hum Kisi Mein

KHERIYAT ME MILI KHUSHI HAM NHI RKHTE DOST

HAM APNE DUKH ME BHI NAWABO KI TARAH JITE HE

धुँए की तरह उड़ना सीखो...
जलना तो लोग भी सीख गये हैं....

Israar tha unhe ke bhulaa dijiye zafar


Hum ne bhula dia to woh is pr bhi khush nahin

Kuch is tarah se maine apna jeevan saja diya,
Tere inkaar ko apni takdeer bana lia,
Kar di saari zindagi teri is haseen muskurahat ke naam,
Aur kurban hai tere chehre par, mere subah aur sham,
Samaj nahi pate tere aankhoan ke isharoan ko,
Aur na hi zulfon ke kaale andhere ko.
Chahat hai sirf chand pyare lamhoan ki,
Jinhe aapne mere haathoan se mita dia,
Kuch is tarah se maine apna jeevan saza liya..

Load More
Top