Zindagi ki raah mein aage chalte jana har pal,
Mur ke na dekh beete hue pal
Jo nahin tha tera tujhe nahin mila,
Jo milgaya uske sath guzaar apna har pal..
वजह न ढूंढ मेरे प्यार करने की
वरना बेवजह प्यार हो जाएगा
काश वो देखती मुझे एक नजर प्यार से
सीने से चिपका लेता बांध लेता बांहों के हार से
Tujhe dekhe bina teri tasveer bana sakta hoon, Tujhe jane bina tera haal bata sakta hoon,
Hai meri mohabbat mein itna dum,
Apni aankh ka aansoo teri aankh se gira sakta hoon
Jaan hai mujhko zindagi se pyaari,
Jaan ke liye kar doon kurban yaari,
Jaan ke liye todd doon dosti tumhaari,
Ab tumse kya chhupaana,
Tum hi toh ho jaan hamaari…
aisa bhi ho voose se mila de koi
kaisa hain voh itna to bata de koi
sukhi hain bari dair se palkon ki zameen
bus aaj to ji bhar ke rula de koi"
Arman Koi Seene Mein Aag Laga Deta Hai
Khwab Koi Akar Raaton Ki Neend Uda Deta Hai
Punchta Hoon Jisse Bhi Manzil Ka Pata Ab To
Vo Rasta Tere Ghar Ka Hi Bata Deta Hai
हिसाब अपनी मोहब्बत का मै क्या दूँ
तुम अपनी हिचकियो को बस गिनते रहना
Mene kab dard k zakhmo se shikayat ki hai
Haan mera jurm hai k maine mohabat ki hai
लत लग गई हमे तो अब तेरे दीदार-ए-हुस्न की
इसका गुन्हेगार किसे कहे खुद को या तेरी कातिल अदाओ को
उसे किस्मत समझ कर सीने से लगाया था
भूल गए थे के किस्मत बदलते देर नहीं लगती…!!!
Na rahi aaj wo apni kahani
na wo hasin din na wo raate suhani
phir b hume aziz hai apki har nishani
chahe dil ka wo dard ho ya ankho ka pani
Meri Har Aawaj Tere Liye Dua Maangti Hai,
Meri Har Saans Tere Liye Fariyaad Mangti Hai,
Har Khusi Mile Tujhey Is Jahan Ki,
Har Gam Tera Mujhe Tohfey Me Mil Jaye,
Baar Baar Aye Ye Din Teri Zindagi Me,
Aur Har Baar Teri Khusi Parwaan Chad Jaye.
म्हारी तु के रीस करेगी बावली...
म्हारा तो काटड़ा भी जाट मेहर सिंह जी की रागणी सुण्या
Aaj bhi ek sawal hai is dil me
Pyar ka gam beshumar hai is dil me
Kuch keh nahi pata ye kambakht dil
Magar tumhare liye Aaj bhi bahut pyar hai is dil mein
शायरी तो हमें आती ही नह ये तो उस बेवफा को
जब भी देखते है तो दिल से युही अल्फाज निकल जाते है
Kitabon mein kehte hai phool todna mana hai
Baagon mein kehte hai phool todna mana hai
Phoolon se keemti cheez hain dil
Koi nahi kehta ki dil todna m
Wo Kuchh Yun Bhula Deti Hai Mujhe
Jese Me Kitaab Ka Koi Sabak Hu
Usne Mujhse puchha pyar kya hain
Maine kanton pe chal ke bata diya
Puchha, kitna pyar karte ho mujhe
Maine pura assmsan dikha diya
Puchha, kese rakhoge pyar ko
Maine mehkta hua gulab dikha diya
Puchha, kese rahoge mere saath
Maine zameen par apna saya dikha diya
Ladki sey fb per jab uska phone no mangoo to woh aisa react karti
Jaisey ATM password mang liya ho
