logo

Whatsapp Number: +91-90416-06444


Woh Diya Hoon Jo Mohabat Ne Jalaya Tha Kabhi
Gham Ki Andhi Ne Subah Aur Shaam Bujhaya Mujh Ko..
Phir Kisi Yaad Ne Raat Bhar Hy Jagaya Mujh Ko,
Kya Saza Di Hy Mohabat Ne Khudaya Mujh Ko...

Ek hunar hai jo kar gayaa huuN maiN
sab ke dil se utar gayaa huuN main
kaise apnii haNsii ko zabt karuuN
sun rahaa huuN ke ghar gayaa huuN maiN
kyaa bataauuN ke mar nahiiN paataa
jiite ji jab se mar gayaa huuN maiN
ab hai bus apna saamnaa darpesh
har kisii se guzar gayaa huuN maiN
voh hii naaz-o-adaa, voh hii Ghamze
sar-ba-sar

Kaise Kategi Tanha-Tanha
Itni Saari Umar Padi Hai

Subha hote hi taare badal jate hain
Rutton ke saath saath najare bhi badal jate hain
Chodd ke aae dill kadam kadam pe naraz hona,
Kyuki dhere dheere sabh badal jate hain….

Shehar Mein Lagta Nahin Sahra Mein Ghabrata Hai Dil;
Ab Kahan Le Ja Ke Baithein Aise Deewane Ko Hum


Is Zamanay Say Na Hum Koi Gilla Rakhain Gain
Dil Lagayein Gain To Na Shart-E-Wafa Rakhain Gain
Na Dikhayain Gain Kabhi Dil Pe Lage Zakhm Unhain
Dard Uthay Ga Magar Dil Ko Daba Rakhain Gain
Jaan Dey Daingain Agar Aik Ishaara Kar Dey
Ham Usay Apne Liye Bhi Na Bacha Ke Rakhain Gain
Sab Hata Daingain Teri Raah Ki Rukawatain
Hamdam Ghar K Darwazay Ko Her Waqt Khula Rakhain Gain
Unki Har Baat Ko Bhoolay Say Na Bhoolain Gain
Unn Ki Yadoon Ko Bhi Seenay Se L

Ye Kya Jaane Mein Jana Hai Jaate Ho Khafaa Hokar;
Main Tab Janu Mere Dil Se Chale Jao Juda Hokar;
Qayamat Tak Udegi Dil Se Uthkar Khaak Aankhon Tak;
Isi Raaste Geya Hai Hasraton Ka Kafila Hokar

Mehfil Ko Yaaro Jab Bhi Sajaya Gaya
Usme Mujhe Isharo Se Bulaya Gaya
Jab Bhi Zarurat Padi Unhe Roshni Ki
To Mujh Gareeb Ka Hi Dil Jalaya Gaya.

Aaj Bhi Behta Hai Uska Diya Hua Zakham;
Main Chah Kar Bhi Use Sil Na Paya;
Bas Kehne Ke Liye Hi Zinda Hu Main To Yaaro;
Par Marzi Ke Saath Kabhi Jee Nhi Paya


Woh Poochta hi raha har falsafe ke mayne
Zindagiii bahut samajhdar hai,
Sab kuch loot liye us katil nigah ne,
Aastin uski abhi bhi be daag hai..

Aaj Fir uski yaad ne rula diya

kaisa hai ye chera jisne ye sila diya

Do lafj likhne ka salika na tha

Uske pyar ne mujhe shayar bana diya

Yaadon Ki Dhundh mein aapki Parchhai si lagti hai,

Kaanon mein gunjati Shahnai si lagti hai,

Aap Kareeb ho to apnapan hai,

Warna Seene mein, Saansein bhi Paraayi si lagti hai!<

Buj Gaya Bhi To Kya Apne Dil Ke Diye
Abh Na Roenge Hum Roshini Ke Liye
Dil Ka Shisha Jo Tuta To Gam Kyu Kare
Dard Kafi Hai Bus Zindagi Ke Liye!

Ab Ye Bhi Theek Nahi Ki Har Dard Mita De;
Kuch Dard Kaleje Se Lagane Ke Liye Hain

Pyaar ek tarfa ho to usse pyaar nahi khete,
Gum ki parchaye main awaz nahi dete,
Mohabbat humne bhi ki thi unse,
Magar parchaye banane se hum na rahe…

Hum Mar Ke Tumhare Paas Aayenge Varna
Humse Mil Jao Aadmi Ki Tarah


Apne khwabo ki tabir ki khatir
Meri chhota sa sansar kyon ujar dala
Yad kar wo din ek isara par maine
Bhari mahfil main tujhe apni dulhan bana dala
Par thodi si gurbat ko dekh kar tum ne
Mujhe beijjat aur badnam kar dala
Maine hamesha tujhe pyar kiya hai
Par tune khun ke aansu rula dala
Tumhe rutha hua mahboob samjha tha main
Par tune mujh se bewafai kar dala..


Adalat Husn Ki Hogi
Mukadma Tere Ishq Ka Hoga,
Gawhai Mere Dil Ki Hogi,
Mujrim Tera Pyar Hoga,
Aur Faisla
Zindagi Aur Maut Ka Hoga….

Paas Aa K Sab Hi Dur Chale Jate Hai
Hum Akailay Hain Akele Hi Reh Jate Hai
Dil Ka Dard Dikhayain Kis Ko?
Jab Marham Lagane Wale Hi Dard De Jate Hai

Rone de tu aaj hamako tu aankhe sujane de,
Bahon me lele aur khud ko bheeg jane de.
Hai jo seene me qaid dariya woh chhut jayega,
Hai itana dard ki tera daman bheeg jayega.

Load More
Top