तुम तुम तुम और सिर्फ तुम
एक लम्हा भी सरकता नहीं तुम्हारे बिना
खफा नहीं हूँ तुझसे ए जिंदगी
बस जरा दिल लगा बैठा हूँ इन उदासियों से
मेरी बर्बादिओं में कुछ तेरा भी हाथ था ....... क्या इस बात का अब तुझसे शिकवा भी न करू ??
वो कहते हैं बता तेरा दर्द कैसे समझूँ
मैंने कहा इश्क़ कर बहुत कर और करके हार जा
तुझसे से कैसे गिला ऐ नादान
कुछ रिश्तों की उम्र ही कम होती है
मेरे दिल ने अपनी वसीयत में लिखा है
मेरा कफन उसी दुकान से लाना जिससे वो अपना दुपटा खरीदती है
Unhone jab dil ka haal batana chhod diya,
Humne bhi unke kareeb jana chhod diya,
Jab unko hi ehsaas nahi doori ka,
To humne bhi ehsaas dilana
Dard ko zakam ne seencha hai,
Humko unki mohabbat ne roka hai,
chal diye thae char kandho par,
Par kambaqt unki bebasi ne roka hai,
Alvida keh gaye wo hame apne humsafar k sath,
Rok kar raka tha hame jane yumraj k sath,
Toot gaya hai dil mera jb sath unhone mera chora,
aaale na jaye koyi aur dil mera
isi liye maine ab yeh duniya chora.
Mujh Par Sitam Dha Gaye Meri Hi Ghazal Ke Sher;
Padh-Padh Ke Kho Rahe Hain Woh Kisi Aur Ke Khayal Mein
"दर्द" वो है, जो दूसरों को दर्द में देखकर महसूस हो वरना
अपना दर्द तो जानवरों को भी महसूस होता है...!
Uska Bhi Kuch Haq Hai Aakhir
Usne Mujhse Nafrat Ki Hai
अब अपनी यादों की खुशबू भी हम से छीन लोगे क्या
किताब-ए-दिल में अब ये सूखा गुलाब तो रहने दो
Jane Kis Mor Pe Le Aayi Hai Zindagi;
Band Hain Dareechey Tamam Na Koi Kinara Dikhai De;
Nahi Maloom Ulfat Kee Hai Kaun Si Manzil;
Ki Tere Siwa Ab Na Humein Guzara Dikhai De
Ai Subah Main Ab Kahan Raha Hun;
Khwabon Hi Mein Sarf Ho Chuka Hun;
Sab Mere Bagair Mutmain Hain;
Main Sab Ke Bagair Jee Raha Hun
Meaning:
Sarf = Expenditure
Mutmain = Quiet
रख लेता शहर को अपनी जेब में
अगर तेरी वफा बेवफा ना होती
er kasz
Kash Use Chahne Ka Arman Na Hota
Main Hosh Mein Rehte Hue Anjan Na Hota
Na Pyar Hota Kisi Pathar Dil Se Hum Ko
Ya Koi Pathar Dil I
Gum Mein Bhi Muskurana Chahta Hu Main;
Ek Nayi Duniya Basana Chahta Hu Main;
Magar Na Jane Kyon Nikal Aate Hain Aansu;
Jab Bhi Tumhein Bhulana Chahta Hu Main
DiL karta hai k Lipat jaon ROOH ban kar Tere Jisam se
K jab Tum se Juda hon to Teri JAAN hi Nikal jaye
मुझसे खुशनसीब है मेरे ये अलफाज
कुछ देर ही सहि पडेगी इनपर निगाहे तेरी
Har Dil Mein Dard Chupa Hota Hai;
Bayan Karne Ka Andaz Juda Hota Hai;
Kuch Log Ankhon Se Dard Baha Detay Hain;
Aur Kisi Ki Hansi Mein Bhi Dard Chupa Hota Hai
