Na Poocho Mere Sabr Ki Intha Kaha Tak Hai
Tu Sitam Kar Teri Takat Jaha Tak Hai
Mujhe Meri Wafa Ki Ummid Puri Hai
Mujhe To Ye Dekhna He Ki Tu Bewafa Kaha Tak Hai
Kabhi aansu kabhi khushi dekhi
Humne akshar majburi or bekasi dekhi
Unki naarazgi ko hum kya samjhe
Humne khud apni taqdeer ki bebasi dekhi
Milna ittafak tha bicharna nasib tha,
Wo itna dur huwa jitna karib tha,
Use dekhne ko tarasti rahi aankhein,
Jis shakhs ke haatho mein mera nasib tha..
Teri ankhon ke nashe mai doob jau..
Teri julfooo ki chao mai khud ko bhul jau..
Teri hoothon ki hasi ko pee loo sanaam…
Aa kareeb mere teri bhaahon mai khud ko bhul jau…
Mat Puch Sabar Ki Inteha Kahan Tak Hai
Tu Sitam Kar Le Teri Taqat Jahan Tak Hai
Wafa Ki Umeed Kisi Aur Ko Hogi
Humein To Dekhna Hai Tu Bewafa Kahan Tak Hai
Bewafa se Wafaa
Uske khathonko phaad diya
Thasweeronko bhi jala diya
Jobhi nishaaniyaan hai unko khatham kardiya
Lekinnnnnnn…..
Hamari har saans me, meri har nas me jo samaa gaya
Hamare khayaalon me jo chaagaya
Hamein jo apna diwaana banaagaya
Saare dunian se bekhabar banaagaya
Kehtha tha hum uski zindagi hain, merehi zindagiko mujhse cheengaya
Kaisa a sitham kargaya
Jeethe ji mujhe maargaya
Aye sanam, yeh thoone kya kardiya?! kyaaaaa kardiya?!
*******
Jaathe jaathe humpe ek ehsaantho karjaathe
Thoda zeher apne haathonse dejaathe
Aakhri deedaartho karlethe
Hamare janaaze ko khaandatho dejaathe!
Tere Pyar Ko Bhula Doon Phir Chale Jana
Teri Yaad Ko Mita Doon Phir Chale Jana
Jana Hi Tha To Pyar Kiya Kyun
Khud Ko Jala Doon Phir Chale Jana
Kisi ki achhai ka Itna bhi fayda mat uthao k
wo bura banne k liye majboor ho jaye
Bura" aksar wahi banta hai
Jo Achha ban k toot Chuka hota hai
Meri kabar par woh rone aayi hai
Hum se pyaar hai yeh kehne aayi hai
Jab zinda thy tou rolaya bahut
Aab hum aaram se soye hai
Phir se jagane aayi hai
Nafrat Ki Dhoop Me Barsat Se Pehle;
Halaat Na Thay Aese Teri Mulaqat Se Pehle;
Har Kisi Ko Hamdard Samajh Lete Thay;
Hum Bhi Kitne Saada Thay Muhabbaton K Tajurbat Se Pehle
Ya Tu Meray Maalik Usay Meri Kismut Ker Day
Ya Phir Khtum Dil Say Uski Mohubbat Ker Day
Jo Derd Dia Hai Abh Us Ka Mudawa Bi To Ker
May Nay Kaha Tha Meri Aisi Halut Ker Day
Mausam ki misaal dun ya tumhari
Koi puch baitha hai badlna kisko kehte hain
Na Main Pass Unko Bulaa Saka Na Main Dil Ki Baat Suna Saka
Woh Hansi Hansi Main Hi Chal Deeya Ke Main Haath Tak Na Hila Saka
Zindgi me agar koi aapse Ruthe,
To ye mat dekhna ki galti kiski hai,
Use fauran mana lena kyunki,
"ZIDD" ki jang me aksar" DURIYA" jeet jati hai.
Juda wo Hue pr Hum Nahin,
Khafa wo hue pr Hum Nahin,
Ek Hum He the Jo unse Pyar Karte Rahe,
Bewafa Woh The Par Hum Nahin.
Kese bayaa kru unke andaz e mohobbat ka
Jalim ne jeher b diya to wo bhi apne labo pe lga kr
Aaj fir umeed ka haath thama hai humne…
Aaj fir tujhe yaad kiya hai humne…
Teri bewafaii ki yaadon se aaj fir yeh din guzregaa….
Is kaanton ke gulistan main…aaj fir ek dil tutegaa….
Woh De Denge Humko Daga Kabhi Na Kabhi
Yeh Dil Hamara Humko Bata Chuka Tha
Magar Kya Karta Main Bhi Yaaro
Dil Iska Us Bewafa Pe Aa Chuka Tha
Rani nahi apne pas abhi to kya hua,
ye badshah aaj bhi lakho dilo par raj karta hai...
Ek kasak dil ki dil main dabi rah gayi
Zindagi main tumhari kami rah gayi
In honto par to hansi hi hansi hai
Par aankho main todi si nami rah gayi
Jin sapno ko kabhi dekha tha humne
Woh zindagi wahi par thami rah gayi
Ek kasak dil ki dil main dabi rah gayi
Zindagi main tumhari kami rah gayi...
