bhoole hain wo kuch is tarahan se hame.
Ab intezar karna hmara naseeb ho gaya hey
Na jane koi khata ho gai humse
Ya koi aur un k qareeb hogaya hey..
Anjaane Mein Dil Gavaa Baithe
Is Pyaar Mein Kaise Dhoka Kha Baithe
Unse Kya Gila Kare Bhool Toh Humari Thi
Jo Bina Dil Waalon Se Dil Lagaa Baithe
Nhi koi tmse shikaayat,bs iltija hai itni si....
Jo haal kr gye ho, kbi aa k dekh jaana...!!
मत पूछो मेरा कारोबार क्या है
मोहब्बत की दुकान है और चलता नफरत का बाजार हैं
Jinhe hum jindgi se jada pyar krte h vo saks jindgi se pyaar krta h
और भी बनती लकीरें दर्द की
शुक्र है खुदा तेरा जो हाथ छोटे दिए
Dhoka diya tha jab tum ne mujhe Dil se main naraaz tha, Phir socha ki
dil se tumhe nikal dun Magar woh kambakth dil bhi tumhare paas tha
Main Apne Ghar Geya Tha Woh Jab Apne Ghar Gayi;
Phir Mujh Ko Kya Khabar Ki Wahan Se Kidhar Gayi
Kitni Aasani Se Wo Thukra Gaye Mujhe,
Aansu Bana Ke Ankh Se Tapka Gaye Mujhe,
Kaisa Hai Ye Pyaar, Kaisa Ye Fareb Tha,
Manzil Dekha Ke Jo Raah ..
Shaam Se Aaj Saans Bhaari Hai Bekaraari Bekaraari Hai
Aapke Baad Har Ghadi Humnein Aap Ke Saath Hi Guzaari Hai
Likhu Kuch Aj Ye Waqt Ka Taqaza Hai
Mere Dil Me Dard Abhi Taza Hai
Gir Padte Hai Ashk Mere Kaghaz Pe
Khalam Me Syahi Kum Aur Ansu Zyada Hai
जितना Attitude तुम अपनी सारी जिंदगी में नही कमा पाओगी
पगली उतना तो हम अपने पैग में घोल कर पी जाते हैं..
Ab Kar Ke Faramosh To Na shaad Karo Ge;
Per Hum Jo Na Hon Ge To Bahut Yaad Karo Ge
Translation:
Na shaad = Cheerless
सब तेरी मोहब्बत की इनायत है
वरना मैं क्या मेरा दिल क्या मेरी शायरी क्या
er kasz
Aisi bewafaai ki ussne ,
mohabbat bhi badnaam ho gayi….
apni mohabbat ki itni kimat vasool ki usne,
ke hamari arthi bhi nilaam ho gayi…
अजीब सी बस्ती में ठिकाना है मेरा
जहाँ लोग मिलते कम झांकते ज़्यादा है
er kasz
Jane Aisi Bhi Kia Dil Lagi Thi Tum Se,
Mein Ne Aakhri Khwahish Mein Bhi Tumhari Mohabbat Mangi__!!
उसके आने की उम्मीद तो है पर भरोसा नहीं
मेरी नज़रों में अब वो काला धन हो गई है
Dua kerte hain hum KHUDA se
Aye KHUDA humara pyar apni manzil paye
Uski rahon me andhera aaye
To roshni ke liye hamein jalaye
Kuch Is Tarah Se Meri Zindagi Ko Maine Aasaan Kar Liya;
Bhulkar Teri Bewafai Apni Tanhai Se Maine Pyaar Kar Liya
